Sunday 13 March 2016

Aaj har insa kitna akela hain

Aaj har insa kitna akela hain........

Koi chuta koi rutha koi tnaha hain
Ye mausam bhi aaj be dhngaa hain
Kisi se kisi ko koi matlb nahin 
Jise dekho aaj vahin pareshan hain

Aaj har insa kitna akela hain........

Koi kisi ko chod gaya koi kisi ko tod gaya ,
Jisne bhi thame hanth vhin sath chod gya !
Pyar ka yaha koi mol nahin ,
Jo bhi aya vahin hme lut gya !

Aaj har insa kitna akela hain........

Insa ko insa se hi ab pyar nahin 
Paisa hin aaj sbka khuda nahin !
Kaise main kahun aaj sanam ,
Ke mere dil tum bin bekrar nahin !

Aaj har insa kitna akela hain........


No comments:

Post a Comment