Monday 14 March 2016

Kadam kadam par hamne jinka sath diya , Aaj unhone hamara sath chod diya !

Kadam kadam par hamne jinka sath diya ,
Aaj  unhone hamara sath chod diya !
Kasm khai thi sat janmo tak sath nibhane ka ,
Yaha to subah hote hi Aashik badal diya !

Tumhe kaise batau hm tumhe kitna pyar karte hain ,
N jite hain N marte Hain !
In ankho ka sailab rukata nahin ,
n jane kyun Tumhe ab Hmara intzar raheta nahin !

Bich majhdhar me vo hame akela chod gai ,
Bas is dil se ek ajib sa nata jod gai !
Khud ko satane shokh hain unko ,
Shayd isaliye apna dil hai tod gai !

Socha unko bhi ham bhul jaye ,
Har rishta unse aaj tod jaye !
Par jab bhi raah me samne tera chehara Aaya ,
Bas yahin socha aaj to dekhlu kal fir bhul jaye !

No comments:

Post a Comment