Wednesday 9 March 2016

Dil ko chu lene wali Shayri

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Is Janam Na Sahi Us Janam ,
Fir Ham Pyar Kar Lenge ,
Ab To kabr Me Hi Sanam ,
Hm Tera Roj Didar Kar Lenge !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Ab N kabhi Najar Aayenge Tujhe ,
Bas Yado Se Hi Gujara kar lenge !
Tumko Mubark Tumahari Duniya ,
Hm To Khvabon Me Hi Tumhara Didar Kar Lenge !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Suna hain vo dhundh rahe ,
hame aaj har gali gali !
Jo kal Mere marne ki 
Duaa manga karte the !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Dil tha mera kanch ka ,
Aur vo patthar mar kar tod gai !
Sundar chehara aur paise ke piche ,
Shayad vo apni kismat piche chod gai !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Kya batau dastan sb bimar nikale ,
Jisse bhi ki dosti vo gaddar nikale !
Chote se tufan me bahe gaya Ashiya mera ,
Mere to sare dost aaj Tamashbin nikale !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Aaj pyar ki raah par barbad hain sare ,
Jise dekho vahin andar se kamjor hain sare !
Andar ki khubasurti koi dekhta hi nahin ,
Jise dekho vahin chehare pe barbad hain sare !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Manjil hain teri jha ,
Meri bhi manjil hain vahin !
Dhokha mat do kisi ko yaro ,
Milna hain sab ko upar vahin !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Jisko samjho apna yahan ,
vahi dhokhebaz hain !
Kis kis pe karu ab Etabaar ,
Yahan to apne hi jaal saaj hain !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Paisa hi sabka bhagvan ,
Paisa hi sabka Taaran haar !
Paisa hi payar paisa hi dushman ,
Paisa hi aaj sabkaa palan haar !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Aaj pyar ke naam par ,
Hota nanga naach hain !
Yaha kisi ko kisi se pyar nahin ,
Yhaa sbhi jismo ke talbgaar hain !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Marti ladkiyan paiso par ,
Yaha kise kisse pyar hain ,
Hakikat to ye hain yaro ,
Yahan sbhi jism ke talb gaar hain

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Jindgi ek dhokha hain ,
Pyar ek Fareb !
Duniya ye jhuti sari ,
Jhute snsar ke log !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Nyaa Nyaa pyar hain ,
Nyaa Nyaa ikarar hain ,
Dhoka mat dena mujhko ,
Milna hain vahi jaha ,
khuda ka darbaar hain !

🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

No comments:

Post a Comment