Sunday 13 March 2016

Kal jo nikala teri gali se , Ab tak apni manjil dhundh ta hu !

Kal jo nikala teri gali se ,
Ab tak apni manjil dhundh ta hu !
Kisi ko kya mila is jaha me ,
Main to apni khud ki parchai dhundh ta hu !

Jis jis raah se tu chali ,
Har us raah me ab tere nisha dhundh ta hu !
Tu n mili galiyon ki khak mili ,
Fir bhi n jane kyon main tujhe dhundh ta hu !

Tune ne di to thi ek aavaj ,
Us avaj ki ab tak dishaye dhundh ta hu !
Tu to hain parchai meri ,
Fir n jane kyun main tujh dhundh ta hu !

No comments:

Post a Comment