Saturday 12 March 2016

Uf tera u dato tale ye ungaliyon ka dabana

Uf tera u dato tale ye ungaliyon ka dabana ,
Lagta hain jaise kisi tufa ka samnadr me ana !

Ye honthon ki lali ye aankhon ka kajra ,
Lagta hain jaise bin mausam ke barkha ka ana !

U julfo ka chehare par laherana ,
Dekh teri ye Ada Sara jamana huva diwana !

U julfo tale jhak kar tera dekhana ,
Lagta hain jaise Baadlo ke piche se chand ka jhakna !

Ye gore gore gaal ye tere lambe lambe baal ,
De jati hain jaise roti ankhon ko hansne ka bahana !

No comments:

Post a Comment