Tuesday 15 March 2016

Baheka hain mausam baheka hain man , Aise me kahin tum n Aajaa na

Baheka hain mausam baheka hain man ,
Aise me kahin tum n Aajaa na
Ham madahosh Ye raat madahosh  ,
Ye chand sitare bhi dekh tumko huve madahosh !

Ae mausam tum unko aise n bahekao ,
Bahekaakar unko you n paas bulao !
Abhi to ham sambhal chuke hain ,
Kahin hm tum fir se bahek n jaye !

Ye raat dhal rahin hain ye sans tham rahin hain ,
Ye bite huve har pal tumhen hain dhundhte hain !
Aaj kahe raha hun fir n ye kahunga ,
Kab talk main yun khud ko roke rahunga !

No comments:

Post a Comment